Isuzu D-Max Pickup Price On Road 2026: Specs, Variants aur Performance Review

Commercial aur personal lifestyle, dono ke liye agar koi pickup truck sabse zyada “Tough” mana jata hai, toh wo hai Isuzu D-Max. Apne powerful engine aur behtareen payload capacity ki wajah se ye India mein kafi popular ho raha hai. Aaj ke is blog mein hum Isuzu D-Max Pickup Price On Road ke sath-sath iske 2026 ke latest features aur specifications ke baare mein baat karenge.

Isuzu D-Max Pickup Price On Road

Isuzu D-Max Pickup Price On Road

DetailsBase Model (CBC HR 2.0)Top Model (Flat Deck HR AC 2.0)
Ex-Showroom Price₹ 9,98,000₹ 10,88,000
RTO / Tax₹ 87,325₹ 1,46,880
Insurance₹ 67,709₹ 71,179
On-Road Price (Delhi)₹ 11,53,034₹ 13,06,059
Down Payment (Minimum)₹ 2,78,790₹ 3,53,356
Loan Amount₹ 8,74,244₹ 9,52,703
EMI (5 Years @ 10.5%)₹ 19,084₹ 20,805

Real Mileage details

रास्ता (Road Type)खाली गाड़ी (No Load)आधा लोड (Approx 600kg)फुल लोड (Approx 1200kg+)
National Highway15 – 16 kmpl13 – 14 kmpl11 – 12 kmpl
City Traffic12 – 13 kmpl10 – 11 kmpl8 – 9 kmpl
Kaccha Rasta / Hills10 – 11 kmpl8 – 9 kmpl6 – 7 kmpl
load image


GVW and payload capacity details

Model VariantGVW (कुल वजन)Payload (माल ढोने की क्षमता)Kerb Weight (गाड़ी का वजन)
D-Max Flat Deck2,850 kg1,240 kg1,610 kg
D-Max Cab Chassis2,850 kg1,440 kg1,410 kg
D-Max S-Cab (Crew Cab)2,850 kg1,055 kg1,795 kg
D-Max Super Strong3,490 kg1,710 kg1,780 kg

Maintenace Coast Details

Service Interval Estimated Cost (Labor + Parts) Key Tasks
1st Service (5,000 km) Free (Labor Only) General Checkup, Top-ups
2nd Service (10,000 km) ₹ 3,500 – ₹ 4,500 Oil Change, Filter Cleaning
3rd Service (20,000 km) ₹ 6,500 – ₹ 8,000 Major Oil & Filter Change
4th Service (30,000 km) ₹ 7,000 – ₹ 9,000 Alignment, Brake Service
Per KM Cost ₹ 0.40 – ₹ 0.60 (Roughly)
engine im,age

engine details

फीचर (Feature)स्पेसिफिकेशन (Specification)
इंजन टाइप (Engine Type)2.5 Litre, 4-Cylinder, VGS Turbo Intercooled Diesel
इंजन क्षमता (Displacement)2499 cc
मैक्सिमम पावर (Max Power)78 HP (58 kW) @ 3600 rpm
मैक्सिमम टॉर्क (Max Torque)176 Nm @ 1800 – 2400 rpm
गियरबॉक्स (Gearbox)5-Speed Manual
फ्यूल टैंक क्षमता (Fuel Tank)55 Litres
एमिशन स्टैण्डर्ड (Emission Standard)BS6 Phase 2 (OBD II)

Real FAQs

Sawaal (Question)Jawab (Answer)
1. Isuzu D-Max ki load capacity kitni hai?Iska base model 1,240 kg aur “Super Strong” variant 1,710 kg tak ka wajan utha sakta hai.
2. Kya ismein AC ka option milta hai?Haan, Isuzu D-Max ke top variants mein company-fitted AC milta hai, jo garmiyon mein long trips ke liye best hai.
3. Kya ise chalane ke liye commercial license chahiye?Haan, kyunki ye ek commercial category (N1) ki gaadi hai, iske liye Commercial Driving License zaroori hai.
4. Iski service kitne kilometer par hoti hai?Iski pehli major service 10,000 km par hoti hai, uske baad har 10,000 km par oil change zaroori hai.
5. Kya D-Max pahadi raaston (Hills) ke liye sahi hai?Bilkul! Iska 176 Nm torque aur rear-wheel-drive system ise pahadon aur kacche raaston par achhi grip aur power deta hai.
6. Isuzu D-Max ki warranty kitni hai?Isuzu is par 3 saal ya 1,00,000 km (jo pehle ho) ki standard warranty deta hai.
7. Kya ye Tata Yodha se behtar hai?Isuzu ka engine jyada “Refined” aur lambe samay tak chalne waala mana jata hai, jabki Yodha ka network India mein jyada bada hai.
8. Iska fuel tank kitna bada hai?Ismein 55 litres ka fuel tank milta hai, jo full hone par highway par lagbhag 700-800 km ki range de sakta hai.

Fayde

  • High Ground Clearance: 220 mm ki ground clearance ise kharab raaston ka raja banati hai.

  • Safety: Ventilated Disc Brakes (Front) aur Drum Brakes (Rear) ke sath Twin Pot Caliper technology.

  • Durability: Iska chassis kafi mazboot hai jo bhari load (Payload: 1240 kg tak) ko asani se jhel leta hai.

  • Cabin Comfort: Iske naye models mein AC aur Tiltable Steering jaise features bhi milte hain.



Mera Opinion

Agar aapko ek aisa pickup chahiye jo saalon-saal chale aur jiska maintenance kharcha kam ho, toh Isuzu D-Max ek solid choice hai. Iska Price On Road iski quality ke hisab se ekdum justified hai.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *